Saturday 18 October 2014

Hum ne har saans mohabbat pe fidaa ki hai..

Hum ne har saans mohabbat pe fidaa ki hai,
Har duaa main teri chahat ki iltijaa ki hai,
Tum kya karo ge mohabbat ki intihaa,
Hum ne to ibtidaa hi intihaa se ki hai.

No comments:

Post a Comment

ad